Aa Umar Na Viti Jaay Prem Ni - Soham Naik&Om Baraiya

Antara Mitra

Soham Naik

Uddipan Sharma

Rashmi Virag

专辑:《Ho Nahin Sakta》

更新时间:2025-06-24 14:29:02

文件格式:mp3


Aa Umar Na Viti Jaay Prem Ni - Soham Naik&Om Baraiya 歌词

Ho Nahin Sakta - Antara Mitra/Soham Naik/Uddipan Sharma/Rashmi Virag

Composed by:Rashmi Virag

Maine dekha jabse tumko

Kuch ho gaya hai

Dhadkan to hai par shayad

Dil kho gaya hai

Hasate hasate ye paagal

Rone laga hai

Raaton ko jaage din me

Sone laga hai

Mujhe pyaar kaise hota hai

Kuch bhi nahi pata

Is shahar me nai hoon main

Mujhe raastaa bataa

Tumhare bina saans le saku

Kabhi ye ho nahi saktaa

Tumhaare bina zindagi jiyun

Nahi ye ho nahi saktaa

Ke jitna main tumpe mar mita

Kisi pe mar nahi saktaa

Samajh me na aaye jaane kyun

Tu mera ho nahi saktaa

Dil hamaara dil ki baaton

Ko samajhtaa hi nahi

Ruk na jaaye agar hua jo

Ishq bhoole se kahin

Dil hamaara dil ki baaton

Ko samajhtaa hi nahi

Ruk na jaaye agar hua jo

Ishq bhoole se kahin

Saamne hi aazmaa lo

Tumko aayega yakeen

Kismaton me jo likha hai

Wo mitegaa hi nahi

Mujhe pyaar kaise hota hai

Kuch bhi nahi pata

Is shahar me nai hoon main

Mujhe raastaa bataa

Tumhare bina saans le saku

Kabhi ye ho nahi saktaa

Tumhaare bina zindagi jiyun

Nahi ye ho nahi saktaa

Ke jitna main tumpe mar mita

Kisi pe mar nahi saktaa

Samajh me na aaye jaane kyun

Tu mera ho nahi saktaa