Ye Zindagi - Ramil Ganjoo

Ramil Ganjoo

专辑:《Ye Zindagi》

更新时间:2025-06-18 23:18:17

文件格式:mp3


Ye Zindagi - Ramil Ganjoo 歌词

Ye Zindagi,

Badalti rahi,

Badla phir ek aashiyaan..

koi ye jaane na,

koi pehchaane na,

kaabu main kiske jahaan..

ye kya hain sab chal raha,

ye kyun hain sab chal raha,

kaabu main kiske yahaan..

taqdeer par,

mukaddama,

chalane se kya faayada..

koi ye jaane na,

koi pehchane na..

kaabu main kiske jahaan.

ye kya hain sab chal raha ye,

kyun hain sab chal raha,

kaabu main kiske yahaan..

Door kaheen door,

mera bachpan hain baitha hua..

Aas main yahi,

ke milunga usko main phir kabhi..

Par ye zindagi,

Badalti rahi,

Badla phir ek aashiyaan,

koi ye jaane na

koi pehchaane na

kaabu main kiske jahaan

ye kya hain sab chal raha

ye kyun hain sab chal raha

kaabu main kiske yahaan