Mohabbat Ki Wajah - Samira Koppikar

Samira Koppikar

专辑:《Mohabbat Ki Wajah》

更新时间:2025-05-26 21:10:03

文件格式:flac

网盘下载

Mohabbat Ki Wajah - Samira Koppikar 歌词

Saanson ki tu

Thandi si hai ik hawaa...

Dhadkaon mein

Aahat si hai baar haan...

Mehsoos nas-nas mein ho tu hi

Har ikk pal jis tarah

Uss pal ko jee lena hai jaise

Pehli aur aakhiri bar

Ban jaa

Mohabbat ki wajah

Tu meri ban jaa

Mohabbat ki wajah

Ban jaa

Mohabbat ki wajah

Tu meri ban jaa

Mohabbat ki wajah

Masoom sii khwaahish hui

Dhoop mein baarish ho jaise

Yeh Zindagi khushnumaa si

Fizaaon ki saazish ho jaise

Ab tu hi Sab ki wajah hai

kyun bewajah

Ban jaa

Mohabbat ki wajah

Tu meri ban jaa

Mohabbat ki wajah

Ban jaa

Mohabbat ki wajah

Tu meri ban jaa

Mohabbat ki wajah

Shaamo subah

Tu hi Fiza

Tu hi har mausam ki wajah

Tu hi dua

Tu hi raza

Tu hi ab jeene ki wajah

Shaamo subah

Tu hi Fiza

Tu hi har mausam ki wajah

Tu hi dua

Tu hi raza

Tu hi ab jeene ki wajah

Shaamo subah

Tu hi Fiza

Tu hi har mausam ki wajah

Tu hi dua

Tu hi raza

Tu hi ab jeene ki wajah