Woh Purana Pyar (Raw) - Suzonn

Suzonn

专辑:《Woh Purana Pyar (Raw)》

更新时间:2025-06-05 17:23:13

文件格式:mp3


Woh Purana Pyar (Raw) - Suzonn 相似推荐
Woh Purana Pyar (Raw) - Suzonn 歌词

Bas yoon hi yaad aya woh

masoom sa izhaar

Bas yoon hi yaad aya woh

uljha sa iqraar

Bewakoof yeh dil tha tujhpe nisaar

yaad hai mujhko

Woh purana pyar

Tha beparwah thoda naadan

kiye jo tujhse wadein hazaar

teri baaton pe dil tha kurban

muskurahat bezarar

Teri shirkat se tha milta qaraar

Yaad hai mujhko

Woh purana

Pyar wahi pe chhoota

Waqt tha jo rootha

Bas mein mere haan kal tak

Kuch bhi toh nahi tha

Farzi naaz toota

Tha woh nasib jhootha

Ghair bangaya jo

Rafta tu rafta

Bas yoon hi yaad aya woh

Purana